sry i´m not agree, Aisa hota hain but har family main nahi.. depand parents par karta hain. jaisa wo apnay ghar ka mahool rakhay gay bachay wo hi apnatay hain.
Jaisa is film main dekhaya hain baap bina shadi kay gori kay saat rahay raha hain

aur beti nay gora boyfriend rakha to problem, ham main khrabhi hain not kay mashray main. ham apnay liyah to sab kuch passand kartay hain, aur apna koi is terha karay to sharm aati hain............................so ALLHA sab ko Ghonao say bachay. Aamin
aur ham apnay bacho ko wo hi mashara day jo ham apnay liyah passand kartay hain.