Quote:
Originally Posted by suffard
bilkul sahi kaha.
|
hotmail aik indian jis ka naam sabeer bhatiya hai creat ki thi jis ko microsoft walon nay 400 million dollars main kharid liya.jab unhon nay web per hotmail launch ki to us main itnay errors thay kay wo us wakt yahoo ka mukabla nahi kar saktay thay, is hotmail kay errors microsoft main kaam karnay walay pakistani programmers nay nikalay jin main say aik ko main personally janta hun.hotmail ka inbox 1Mb ka tha us wakt jab yahoo 25Mb ka de raha tha.animated honay ki wajah say site bohat slow thi.log prefer kertay thay kay yahoo per hi apnay account banaein.
India dunya ka sab say bara country hai softwares produce kerne main magar un kay softwares main error bohat hotay hain.jab quantity ki taraf dehan ho ga to quality nahi rahay gi.yeh simple sa rule hai.keyya main yahan link de sakta hun jahan illegal softwares ki war hoti hai?aur jahan pakistani programmers indians ki dhotiyaan utaartey rehtay hain......ROFL